FAQs
FAQs - Aksar Poochay Janay Walay Sawalat
1. gamesfru.site kya hai?
Ye aik gaming website hai jahan bachay aur naye gamers free aur mazedaar games enjoy kar saktay hain.
2. Kya mujhe account banana zaroori hai?
Nahi, aap bina kisi account ke bhi games khel saktay hain.
3. Agar game chal nahi raha to kya karun?
Browser refresh karen, ya dusri device par try karen. Phir bhi masla ho to humein contact karein:
- Email: umarriaz.pk4@gmail.com
- WhatsApp: 0314 6672671
4. Kya ye website mobile par bhi chalti hai?
Jee haan! gamesfru.site fully responsive hai aur mobile par bhi achi tarah kaam karti hai.
5. Kya ye games free hain?
Bilkul! Saare games 100% free hain. Aap kisi bhi waqt enjoy kar saktay hain.
6. Main apna game idea kaise share karun?
Aap humein WhatsApp ya email par apna idea bhej saktay hain:
- Email: umarriaz.pk4@gmail.com
- WhatsApp: 0314 6672671
7. Official site ka address kya hai?
Agar aap ka sawal yahan nahi hai, to email ya WhatsApp par humein rabta karein. Hum aapki madad zaroor karein ge.